Archive for December 29, 2009
Tune jo na kaha ..
Ummm hmm umm hmm
Ummm hmm umm hmm
Tune jo na kaha
Mein woh sunta raha
Khamakha Bevajah Khwaab Bunta raha
Tune jo na kaha
Mein woh sunta raha
Khamakha Bevajah Khwaab Bunta raha
Jaane kiski humein laag gai hai nazar
Is Sehar mein Na apna tikana raha
Koi chahat se abb apni chalta raha
Khamakha Bevajah Khwaab Bunta raha
Dard phele se hai jyaaada
Khud se phir yeh vaada
Khamosh Nazrein Rahein Bezubaan
Abb Na pehli si baatein hai
Bolo to Lab thartharatein hai
Raaz yeh dil ka na ho baiyan
Hoga na ab asar humpe nahin
Hum safar mein to hai Humsafar nahi
Door jaata raha Paas aata raha
Khamakha Bevajah Khwaab Bunta raha
Aaya woh phir aise
Baat phir chidne lagi phir se
Aankhon mein chubhta kal ka dhuan
Haal tera na humsa hai
Is khushi mein kyon gum sa hai
Basne laga kyon phir woh jahan
Woh jahan dur jisse gaye the nikal
Phir se aankhon mein karti hai jaise pehel
Labha beeta hua Dil Dukhata raha
Khamakha Bevajah Khwaab Bunta raha
Tune jo na kaha
Mein woh sunta raha
Khamakha Bevajah Khwaab Bunta raha
Jaane kiski humein laag gai hai nazar
Is Sehar mein Na apna tikana raha
Koi chahat se abb apni chalta raha
Bhuj gai Aag thi Daag Jalta raha…




