Archive for December 25, 2009
Ae jindgi gale laga le ..
Singer: Suresh Wadkar & Lyrics: Gulzar, Movie: Sadma
Ae jindgi gale laga le lyrics
Ae jindgi gale laga le
Ae jindgi gale laga le
Hum ne bhi tere har ik gam ko
gale se lagaya hai
Hai na ?
Ae jindgi gale laga le
Ae jindgiHum ne bahane se, chhup ke jamane se
palkon ke parde main ghar bhar liya
Hum ne bahane se, chhup ke jamane se
palkon ke parde main ghar bhar liya
tera sahara mil gaya hai jindgi
la la lala la la lala la la la
tera sahara mil gaya hai jindgiAe jindgi gale laga le
Ae jindgi gale laga le
Hum ne bhi tere har ik gam ko
gale se lagaya hai
Hai na ?
Ae jindgi gale laga le
Ae jindgiChhota sa saya tha, aakhon main aaya tha,
Humne do boondon se mann bhar liye
Chhota sa saya tha, aakhon main aaya tha,
Humne do boondon se mann bhar liye
Humko kinaara mil gaya hai jindgi
la la lala la la lala la la la
Humko kinaara mil gaya hai jindgiAe jindgi gale laga le
Ae jindgi gale laga le
la la lala la la lala la la la
Hain na?
Ae jindgi gale laga le
gale laga le
gale laga le
gale laga le
Ho, gale laga le …




