Archive for December, 2009
Tune jo na kaha ..
Ummm hmm umm hmm
Ummm hmm umm hmm
Tune jo na kaha
Mein woh sunta raha
Khamakha Bevajah Khwaab Bunta raha
Tune jo na kaha
Mein woh sunta raha
Khamakha Bevajah Khwaab Bunta raha
Jaane kiski humein laag gai hai nazar
Is Sehar mein Na apna tikana raha
Koi chahat se abb apni chalta raha
Khamakha Bevajah Khwaab Bunta raha
Dard phele se hai jyaaada
Khud se phir yeh vaada
Khamosh Nazrein Rahein Bezubaan
Abb Na pehli si baatein hai
Bolo to Lab thartharatein hai
Raaz yeh dil ka na ho baiyan
Hoga na ab asar humpe nahin
Hum safar mein to hai Humsafar nahi
Door jaata raha Paas aata raha
Khamakha Bevajah Khwaab Bunta raha
Aaya woh phir aise
Baat phir chidne lagi phir se
Aankhon mein chubhta kal ka dhuan
Haal tera na humsa hai
Is khushi mein kyon gum sa hai
Basne laga kyon phir woh jahan
Woh jahan dur jisse gaye the nikal
Phir se aankhon mein karti hai jaise pehel
Labha beeta hua Dil Dukhata raha
Khamakha Bevajah Khwaab Bunta raha
Tune jo na kaha
Mein woh sunta raha
Khamakha Bevajah Khwaab Bunta raha
Jaane kiski humein laag gai hai nazar
Is Sehar mein Na apna tikana raha
Koi chahat se abb apni chalta raha
Bhuj gai Aag thi Daag Jalta raha…
Ae jindgi gale laga le ..
Singer: Suresh Wadkar & Lyrics: Gulzar, Movie: Sadma
Ae jindgi gale laga le lyrics
Ae jindgi gale laga le
Ae jindgi gale laga le
Hum ne bhi tere har ik gam ko
gale se lagaya hai
Hai na ?
Ae jindgi gale laga le
Ae jindgiHum ne bahane se, chhup ke jamane se
palkon ke parde main ghar bhar liya
Hum ne bahane se, chhup ke jamane se
palkon ke parde main ghar bhar liya
tera sahara mil gaya hai jindgi
la la lala la la lala la la la
tera sahara mil gaya hai jindgiAe jindgi gale laga le
Ae jindgi gale laga le
Hum ne bhi tere har ik gam ko
gale se lagaya hai
Hai na ?
Ae jindgi gale laga le
Ae jindgiChhota sa saya tha, aakhon main aaya tha,
Humne do boondon se mann bhar liye
Chhota sa saya tha, aakhon main aaya tha,
Humne do boondon se mann bhar liye
Humko kinaara mil gaya hai jindgi
la la lala la la lala la la la
Humko kinaara mil gaya hai jindgiAe jindgi gale laga le
Ae jindgi gale laga le
la la lala la la lala la la la
Hain na?
Ae jindgi gale laga le
gale laga le
gale laga le
gale laga le
Ho, gale laga le …
Tu Jaane Na ..
Movie: Ajab Prem Ki Ghazab Kahani (2009)
Music Director: Pritam Chakraborty
Director: Rajkumar Santoshi
Lyricist: Irshad Kamil
Tu Jaane Na Lyrics
Kaise batayein
Kyun tujhko chahe
Yaara batha na paayein
Baatein dil o ki
Dekho jo baki
Aake tujhe samjhaein
Tu jaane na aaaa..
Tu jaane na
Tu jaane na aaaa..
Tu jaane na
Hmm milke bhi, hum na mile
Tumse na jaane kyun, milo ke,
Hai phasle tumse na jaane kyun
Anjaane, hai silsile
Tum se na jaane kyun, sapne hai
Palko tale tum se na jaane kyunnnnnn
Kaise batayein
Kyun tujhko chahe
Yaara batha na paayein
Baatein dil o ki
Dekho jo baki
Aake tujhe samjhaein
Tu jaane na aaaa..
Tu jaane na
Tu jaane na aaaa..
Tu jaane na
Aaaa aaaaa aaa
Nigahon mein dehko
Meri jo hai bas gaya aa
Woh hai milta tumse hubahoo
Ooohhooo..
Jaane teri aankhein
Kiya baatein ki vajah
Huye tum jo dil ki aarzoo
Tum paas ho ke bhi
Tum aas ho ke bhi
Ehsaas ho ke bhi
Apne nahin aise hai
Hum ko gile
Tumse na jaane kyun, milo ke
Hai phasle tumse na jaane kyun ooonnn.
Tu jaane na aaaa..
Tu jaane na
Tu jaane na aaaa..
Tu jaane na
Ooo jaane na jaane na jaane na
Aaaaaaa aaa tu jaane na
Khayalon mein lakhon baatein,
Yun toh keh gaya aaa..
Bola kuch na tere saamne
Oooo huye na begaane bhi
Tum hoke aur ke
Dekho tum na mere hi bane
Aafsos hota hai, dil bhi yeh rotha hai
Sapne sanjotha hai, pagla hua soche ye
Hum the mile tum se na jaane kyun
Milo ke, hai phasle tumse na jaane kyun
Anjaane, hai silsile
Tum se na jaane kyun, sapne hai
Palko tale tum se na jaane kyunnnnnn
Hooooohh
Kaise batayein
Kyun tujhko chahe
Yaara batha na paayein
Baatein dil o ki
Dekho jo baki
Aake tujhe samjhaein
Tu jaane na aaaa..
Tu jaane na
Tu jaane na aaaa..
Tu jaane na
Tu jaane naaaa tu jaane naa ..
Aaine Ke Sau Tukade Kar Ke..
Aaine Ke Sau Tukade Kar Ke ham ne dekhe hai ..
aaine ke sau tukade kar ke ham ne dekhe hai
ek me bhee tanha the, sau me bhee akele hai
jo bana ek sathee, woh bhee ham se chhuta hai
bewafa nahee jab woh, fir kyo ham se ruthha hai
khoyee khoyee aakhon me, aasuon ke mele hai
usaka hal kya hoga, yahee gam satata hai
nind bhee nahee aatee, dard badhata jata hai
jindagee kee raaho me, log hamse khele hai
har taraf ujala hai, dil me ek andhera hai
samane kab aayega, kyo chhupa savera hai
meraa dil jigar dekho, kitane dard jele hai..
Sau Dard Hai ..
Sau Dard Hai – Jaan E Mann Lyrics
Cast: Akshay Kumar, Salman Khan, Preity Zinta
Music Director: Anu Malik
Director: Shirish Kunder
Producer: Sajid Nadiadwala, Prashant Shah
Lyrics: Gulzar
Singer(s): Sonu Nigam, Suzanne
Year: 2006
Gr8 song by sonu nigam.. one of my favorite..
Sau Dard Hain Sau Raahatein
Sab Mila Dil Nashie, Ek Tuhi Nahieee..
Sau Dard Hain Sau Raahatein
Sab Mila Dil Nashie, Ek Tuhi Nahieee..
Rukhi Rukhi Si Ye Hava, Aur Sukhe Patte Ki Tarah
Shehar Ki Sadko Pe Main, Laawaris Udta Hua
Sau Raste Par Teri Raah Nahieee…
Sau Dard Hain Sau Raahatein
Sab Mila Dil Nashie, Ek Tuhi Nahieee..
Behta Hai Paani Behne De, Waqt Ko Yuhin Rehne De
Dariya Ne Karwat Li Hai To, Saahilon Ko Sehne De
Sau Hasratein, Par Tera Ghum Nahieee…
Chorus:
Tanha Tanha Tahna Hai Tahna Hai Tanha Jal Tanha Jal
Sau Dard Hai Sau Raahatein ..
Tere Bina Zindagi Se Koi …
Dedicated to someone very very special in your life.
Tere bina zindagi se koyi, shikwa, to nahi, shikwa nahi, shikwa nahi, shikwa nahi
Tere bina zindagi bhi lekin, zindagi, to nahi, zindagi nahi, zindagi nahi, zindagi nahi
Tere bina zindagi se koyi, shikwa, to nahi
Kaash aisa ho tere qadmo se, chun ke manzil chale aur kahi door kahi – 2
Tum gar saath ho, manzilo ki kami to nahi
Tere bina zindagi se koyi, shikwa, to nahi
Jee mein aata hai, tere daaman mein, sar jhuka ke ham rote rahe, rote rahe – 2
Teri bhi aankho mein, aansuo ki nami to nahi
Tere bina zindagi se koyi, shikwa, to nahi,
shikwa nahi, shikwa nahi, shikwa nahi
Tere bina zindagi bhi lekin, zindagi, to nahi,
zindagi nahi, zindagi nahi, zindagi nahi
Tum jo keh do to aaj ki raat, chaand doobega nahi, raat ko rok lo -2
Raat ki baat hai, aur zindagi baaki to nahi
Tere bina zindagi se koyi, shikwa, to nahi,
shikwa nahi, shikwa nahi, shikwa nahi
Tere bina zindagi bhi lekin, zindagi, to nahi,
zindagi nahi, zindagi nahi, zindagi nahi …




